27/25 October

 How I feel?


जैसे jaise, aap adulthood तक पहुंचते ho। धीरे-धीरे aap ko feel होने lagta hai ki aap sabhi se detached hone lage ho.

Kisi ke प्रति Jo लगवा aap ko pehle hota tha voh dheere dheere kar ke khatam hone lagta hai. Not only for relatives, friends even family के प्रति bhi yahi feeling aane lag ti hai.

Aap unko samjhate रहते ho, वो समझना chahte hi nahi. Conflict create होने lagta hai.

Phir insaan ak dusre ko keval aapne need yah matlab के लिए use kar na suru karta hai. 

Phir sabhi bolne lagte hai, sabhi matlabi ho gaye hai, kuch log matlabi bhi matlabi logo ke wajah से bante हैं।

Jab Tak AAP matlabi rahoge, tabhi Tak AAP logon ke liye matlab ke rahoge 

Comments

Popular posts from this blog

25/24 October ( Day 2)

25/23 October ( Day 1)